Image Source
Image Source
Assalamu Alaikum dosto infinix company launch kar rahi hai apna pahla tablet jiska Naam hai Infinix XPAD
Doston company aane Wale dinon mein iski price details ke bare mein baat karegi.
Doston kuchh details nikal kar I hai ki ismein AI features vagaira aapko is Infinix XPAD tablet mein dekhne ke liye milenge aur baat karte hain iski performance Ram vagaira full details mein.
Doston infinix xpad aapko teen color variants mein dekhne ke liye milega blue black and gold doston kafi acchi color dekhne ke liye aapko mil jaate Hain.
Baat karne Wale Hain iske men engine ke bare mein matlab processor ke bare mein to bhai ismein humko dekhne ke liye milta hai
MediaTek Helio G99 chip paired with Mali-G75 MC2 GPU jo ki bahut hi jabardast hone wala hai.
Aur baat karte hain abhi iske Ram aur storage ke bare mein 4GB RAM and 8GB RAM with 128GB and 256GB storage.
Display ke bare mein baat karte hain doston
Display: The Infinix XPAD flaunts an 11-inch IPS LCD panel that supports a 1.2K (1920×1200) resolution, 90Hz refresh rate, and 440 nits brightness.
Battery doston infinix xpad ki battery bahut badi Di jaati hai company se to bhai company ka dawa yah hai ki ismein 7000 mh ki badi battery mil jaati hai aur 18W charging support karti hai aur company ka kahana yah hai doston 40 minut ke andar 50% Tak battery charge ho jayegi to jabardast hai doston.
Aur baat karte hain rare and friend camere ke bare mein Rear camera: The device has an 8MP single camera at the back.
Front camera: It features an 8MP shooter at the front for selfies and video calls.
OS: Infinix XPAD runs on Android 14-based
Doston yah the infinix Xpad pad ke full details.
doston post ko share karna apne friend se family ke sath Allah Hafiz...
0 Comments